Vocabulaire: और (Aur) à traduire par ET
Paroles
ek do teen
un deux trois
chaar aur paanch
quatre et cinq
chhe aur saat
six et sept
aath aur nau
huit et neuf
ek jagah sab rahte thhe,
jhagde thhe par un mein sau
ek do teen
chaar aur paanch
chhe aur saat
aath aur nau
ek jagah sab rahte thhe,
jhagde thhe par un mein sau
ek do teen
chaar aur paanch
chhe aur saat
aath aur nau
ek jagah sab rahte thhe,
jhagde thhe par un mein sau
nau ne kahaa aath kyaa
arre chhote kaa thaath kyaa
aath hansaa saat pe
tuf teri zaat pe
saat ye bolaa chhe se
tu hansaa kaise
nau ne kahaa aath kyaa
chhote kaa thaath kyaa
aath hansaa saat pe
tuf teri zaat pe
saat ye bolaa chhe se
tu hansaa kaise
akad akad ke bigad bigad ke
jhagdaa jhanjhat khitkhit khitkit kar ke
sab ne sab ko phaTkaaraa
rah gayaa sab kaa munh taktaa
sab se chhotaa ek bechaaraa
rah gayaa sab kaa munh taktaa
sab se chhotaa ek bechaaraa
ek do teen
chaar aur paanch
chhe aur saat
aath aur nau
ek jagah sab rahte thhe,
jhagde thhe par un mein sau
ek bechaaraa tanhaa-tanhaa
phirtaa thaa aawaaraa saa
sifar milaa usse raste mein
be-qeemat naakaaraa saa
ek bechaaraa tanhaa-tanhaa
phirtaa thaa aawaaraa saa
sifar milaa usse raste mein
be-qeemat naakaaraa saa
ek ne poochhaa tum ho kaun
ek ne poochhaa tum ho kaun
us ne kahaa main sirf sifar,
ek ne sochaa main bhi kyaa
sabse chhotaa aur kamtar,
mil gaye donon ho gaye das
chamkaa qismat ka taara
mil gaye donon ho gaye das
chamkaa qismat ka taara
ek do teen
chaar aur paanch
chhe aur saat
aath aur nau
ek jagah sab rahte the,
jhagde thhe par un mein sau
deedi, phir kyaa huaa?
haan haan deedi, phir kyaa huaa?
ek ko jab das bante dekhaa,
sab ne sifar ko roka toka
nau ne pyaar se aankh milaayi,
aath ne sau-sau baat banaayi
saat ne rangeen jaal bichhaaye,
chheh ne saur toofaan uthaaye
ek ko jab das bante dekhaa,
sab ne sifar ko roka toka
nau ne pyaar se aankh milaayi,
aath ne sau-sau baat banaayi
nau ne pyaar se aankh milaayi,
aath ne sau-sau baat banaayi
saat ne rangeen jaal bichhaaye,
chheh ne saur toofaan uthaaye
ghataa-ghataa ke mitaa-mitaa ke
sifar ko ek se door hataa ke
chheenaa ek dooje kaa sahaaraa
chheenaa ek dooje kaa sahaaraa
ek bechaaraa tanhaa tanhaa
phirne lagaa phir se aawaaraa
ek do teen
chaar aur paanch
chhe aur saat
aath aur nau
ek jagah sab rahte the
Avouez tout de même qu'apprendre à compter avec Waheeda Rahman, c'est plutôt chic ;D